Breaking

Post Top Ad

Monday 24 April 2017

Taj Mahal Aur Mumtaj Status and Jokes

Taj Mahal Status and Jokes


1. tajmahal ko dekh kar bola shahjahan ka pota ,

tajmahal ko dekh kar bola shahjahan ka pota ,

aaj hamara bhi bank balance hota,

agar dada aashiq na hota!

2. sukriya janab……


mai taaz mahal nahi de sakta,

ek chhota sa dil mere paas hai,

jab dil se bada duniya me hai kuchh bhi nahi,

phir kya usme wo khass hai………….

3. Sirf Isharoon Mein Hoti Mohabbat Agar,

In Alfazoon Ko Khoobsurati Kaun Deta?

Bas Pathar Bann Ke Reh Jaata “Taj Mahal”,

Agar Ishq Isse Apni Pehchan Na Deta…

4. Har sangmarmar ki deewar taj nai hoti,

tute huye dil ki awaj nai hoti ……

Yun to hamare dil me kai milikaye hai,

magar har malika mamtaz nai hoti……………..


5. Yoon to har dil mein ek kashish hoti hai,

Har kashish mein ek khwahish hoti hai,

Mumkin nahi sabhi ke liye Taj Mahal banana,

Lekin har dil mein ek Mumtaaz hoti hai


6. Mumtaj ka diwana tha sahjahan ki taj mahal banwa diya,

nahi samjhe duniya wale use jail bhej diya,

puchta hu ek baat sabhi se kya pyar karna gunah hai,

sayad gunah hi hoga isi liye sahjahan sa diwana koi dubara na hua.


7. Zinda hai shahjahan ki chahat ab tak,

Gawah hai mumtaz ki ulfat ab tak,

Jaake dekho tajmahalko aye doston,

Patharse tapakti hai mohabbat ab tak...


8. rishte bhee taajamahal kee tarah hote hai,

sabako unakee khoobasooratee to dikhatee hai par

unhen banaane mein lagee mehanataur

vaqt kisee ko najar nahee aata..!!

No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.

Post Top Ad

Pages