Aisa Lagta Hai
Aisa lagta hai zindagi tum ho Ajnabi kaise ajnabi tum ho Main zamin ka ghana andhera hoon Asmano ki chandni tum ho
Sirf Gulab Mohabat
Sirf Gulab Mohabat ka Paigam nhi Hota Chand-Chandni ka Pyar SareAam nhi Hota Pyar Hota hai Mann ki Nirmal Bhawna se vrna Yuhi RADHAKRISHNA ka Naam nahi hota
Kisi modpar hum
Kisi modpar hum apko khone nahi denge,juda hona bhi chaho to hone nahi denge, chandni rato mein aaegi meri yaad, meri yaad ke wo pal apko sone nahin denge..
Meine Mana Teri
Meine Mana Teri Aankhein Nahin Khulti Magar Din Nikalne De Ujalon Se Preshan Na Ho Apni Zulfo Mein Utarti Huyi Chandni Ko Chupa Mere Bikhre Huye Balo Se Preshan Na Ho
Chand Ki Chandni
Chand Ki Chandni Hogi Sitaro Ki Baraat Hogi Wo Din Khush Naseeb Hoga Jis Din Tujh Se Baat Hogi
Aaj ki raat
Aaj ki raat bahut khubsurat nazar ati ho, dur ho itni magar karib nazar ati ho, dekh kar khud ko tum khud se sharmaa jao, aisi tum chand ki chandni nazar ati ho
DiL Behal Jye
DiL Behal Jye To Chor Dete Hai Log Koi Aur Mil Jye To Chor Dete Hai Log 4 Din Ki Chandni Ki Qdr Krna Dost Chandni Dhl Jye To Chor Dete Hai Log
Main akela kaha
main akela kaha tera wajood ka saya sath hai.jawan raat mein chand chandni ke sath hai.Duriya kaha dur kar pati hai hume. sapno mein hi sahi tere hathon mein haath hai.
Chand Teri Chandni
Chand Teri Chandni Gumnam Ho Chuk iAb To Laut Aa Yaha Sham Ho Chuki Me Tere Siwa Nazar Kru Kisko Meri To Har Gazal Tere Naam Ho Chuki.
Har rasta ek
Har rasta ek safar chahta hai.Har musafir 1 humsafar chahta hai.Jese chahti he chandni chand ko.Koi hai jo apko iskadar chahta hai!.
Ek sapne ki
Ek sapne ki trah tume saja ke rakhu,chandni raat ki najro se tumhe chhupake rakhu,meri takdir mere sath nahi vrna zindgi bhr ke liye tume apna bnake rakhu.
Bundo Se Moti
Bundo Se Moti Mang Lenge Chand Se Chandni Mang lenge Agar Teri Mohabbat Naseeb Hui, To Teri Mohabbat ki Khatir Khuda Se Ek Aur Zindagi Mang lenGe.
Guzarish hai aap
Guzarish hai aap se, Iss haseen chehre ko, Chaand se na rubaru karaeiga, Warna kasam khuda ki, Chaand us ki chandni ko bhi bhul jayega
Sanso ki Mehak
Sanso ki Mehak ho ya Chehre ka Noor, Chahte hai aapko to isme Hamara kya Kasoor, Khuda se ek din Hum Puchenge Zaroor, Ki Chand se Kyun hai uski Chandni Door.
Gulab mohabbat ka
gulab mohabbat ka pagam nahi hota,chand chandni ka pyar sare aam nahi hota,pyar to hota hai man ki nirmal bhabnao se,varna uun hi radhey-krishna ka naam nahi hota.
Koi mila hume
Koi mila hume chandki chandni bankar,to koi mila pariyonki khani bankar, par jis kisiko palkome bsaya humne..vo nikal gya akhoKa pani bankar
Chandni raato me
Chandni raato me saara jaha sota hai.Kisiki yaado me koi badnasib rota hai.KHUDA kisi ko mohabbat pe fida na kare,agar kare toh qayamat tak juda na kare.
Taro Ki Raat
Taro Ki Raat Na Hoti To Suraj Se Ujale Ki Pehchan Na-Hoti... Agar-Na-Ki Hoti Din Me Kiran Ne Bewafai To Raat Ko Chandni Neelam Na Hoti...
Hun aakash taleey
Hun aakash taleey fir bhi, kyo ghutan nahi jati. Chehre pe aa gai jo, kyo shikan nahi jati. Lo chand ne bhi thanli hai dushmani humse, kyo CHANDNI mere ghar aangan nahi aati..
Ek sapne ki
Ek sapne ki trah tume saja ke rakhu,chandni raat ki najro se tumhe chhupake rakhu,meri takdir mere sath nahi vrna zindgi bhr ke liye tume apna bnake rakhu
Aaj Aapke Pyar
Aaj Aapke Pyar Me Kuch Kami Dekhi,CHAND Ki CHANDNI Me Kuch Nami Dekhi..Udas Hokar Laut Aaye Hm Apne Ghar,Jab Mehfil Aapki Gairon Se Sazi Dekhi..
Chand ki chandni shayad
Chand ki chandni shayad madhyam pad jaye, phulon ki khushbu shayad phiki pad jaye. Par hamari dosti mehekti rahe, shayad zindagi ke lamhe kam pad jaye.
Aasman se utari
Aasman se utari he,Taron se Sjayi he,chand ki chandni se Nehlayi he. Smbhal ke Rkhna,Ye 'DOSTI' Meri Zindgi bhar ki kmayi he.
No comments:
Post a Comment
Note: only a member of this blog may post a comment.